Pages

Tuesday, 28 June 2011

Bolly masala

Udhay chopra left acting after DHOOM 3

He may not qualify as one of the biggest superstars in the country, but all said and done, he did manage to cut out a niche for himself. We're talking about none other than Uday Chopra. The younger son of the legendary filmmaker Yash Chopra started his career with the superhit filmMohabbatein and though he didn't manage to strike gold with all his films at the Box Office, he delivered hits like Mere Yaar Ki Shaadi Hai and blockbuster films Dhoom and Dhoom 2. The actor who is now all set to feature in Dhoom 3, however, has announced his retirement from acting.

Uday who is currently in Kansas tweeted earlier today, "Ok confession time...Dhoom 3 is my swan song...my last film...no I'm not giving up acting...quite the opposite, acting is giving up on me!" 

Uday will be seen in Dhoom 3 along with Aamir Khan and Abhishek Bachchan.

Ghalib Mirza Asadullah Khan6

Koi umid bar nhi aati

koi ummeed bar naheen aatee
koee soorat nazar naheen aatee

maut ka ek din mu’ayyan hai
neehd kyon raat bhar naheeh aatee?

aage aatee thee haal-e-dil pe hansee
ab kisee baat par naheen aatee

jaanta hoon sawaab-e-taa’at-o-zahad
par tabeeyat idhar naheen aatee

hai kuchch ‘eisee hee baat jo chup hoon
warna kya baat kar naheen aatee?

kyon na cheekhoon ki yaad karate hain
Meri awaaz gar nahin aati.

daagh-e-dil gar nazar naheen aata
boo bhee ‘ei chaaraagar ! naheen aatee

ham wahaan hain jahaan se hamko bhee
kuchch hamaaree khabar naheen aatee

marte hain aarzoo mein marne ki
maut aatee hai par naheen aatee

kaaba’a kis munh se jaaoge ‘Ghalib’
sharm tumko magar naheen aatee

Ghalib Mirza Asadullah Khan5

Koe umeed

koii ummiid bar nahii.n aatii
koii suurat nazar nahii.n aatii

maut kaa ek din mu'ayyaa.N hai
nii.nd kyo.n raat bhar nahii.n aatii

aage aatii thii haal-e-dil pe ha.Nsii
ab kisii baat par nahii.n aatii

jaanataa huu.N savaab-e-taa'at-o-zahad
par tabiiyat idhar nahii.n aatii

hai kuchh aisii hii baat jo chup huu.N
varna kyaa baat kar nahii.n aatii

kyo.n na chiiKhuu.N ki yaad karate hai.n
merii aavaaz gar nahii.n aatii

daaG-e-dilagarnazar nahii.n aata
buu bhii ai chaaraagar nahii.n aatii

ham vahaa.N hai.n jahaa.N se ham ko bhii
kuchh hamaarii Khabar nahii.n aatii

marate hai.n aarazuu me.n marane kii
maut aatii hai par nahii.n aatii

kaabaa kis muu.Nh se jaaoge 'Ghalib'
sharm tumako magar nahii.naatii